Abhagi Piya Ki LYRICS – KANIKA KAPOOR

Kanika Kaoopr’s new soothing track Abhagi Piya Ki is here. The male vocalists were Ustaad Ahmed Hussain & Ustaad Mohammed. This music composed is Raaj Aashoo & Shabbir Ahmed is the lyricis.

Song: Abhagi Piya Ki.
Singers : Kanika Kapoor, Ustaad Ahmed Hussain, Ustaad Mohammed. Hussain, Raja Hasan.
Music By: Raaj Aashoo
Lyrics By: Shabbir Ahmed
Music Label:- T-Series

Abhagi Piya Ki LYRICS – KANIKA KAPOOR

Abhagi Piya Ki LYRICS – KANIKA KAPOOR

Piya more piya,
More piya,
More piya,

Jit jit naina dekhat hai,
Utt utt chhav tori aave,
Aisa rang piya ji tora,
Dooja rang na bhaave,

Tore bin yeh naina,
More jee na payein,
Kahin justjoo mein,
Teri mar na jayein,
Araj na sunat hai jiya ki,

Abhagi piya ki,
Abhagi piya ki,
Piya ki piya ki piya ki,
Abhagi piya ki,
Abhagi piya ki,

Abhagi piya ki, (x4)

Hasta hai sawan mujhpe,
Baarishein jo hoti hain,
Badra ke saath saath,
Akhiyan meri roti hain,

Birha ki lambi badi raat hai,
Milan ki kahan kab mulaqat hai,

Araj na sunat hai jiya ki,

Abhagi piya ki,
Abhagi piya ki,
Piya ki piya ki piya ki,
Abhagi piya ki,
Abhagi piya ki,

Din bhi lage hain mujhe,
Saanjh ki bela,
Sajna tore bin mora,
Jiyera akela,

Akeli hai hasti akela jahan,
Do akhiyan ye dhoondein yahan se wahan,
Araj na sunat hai jiya ki,

Abhagi piya ki,
Abhagi piya ki,
Piya ki piya ki piya ki,
Abhagi piya ki,
Abhagi piya ki,

Abhagi piya ki, (x4)

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *