TERE BINA LYRICS – 1921 | Arijit Singh, Aakanksha Sharma
|The song is sung by Arijit Singh & Aakanksha Sharma and composed by Asad Khan while “Tere Bina Marz Aadha Adhura” lyrics are penned by Raqueeb Alam. The song is from Vikram Bhatt’s horror film 1921 which features Zareen Khan and Karan Kundrra in lead roles.
Singers: Arijit Singh & Aakanksha Sharma
Lyrics: Raqueeb Alam
Music: Asad Khan
Music Label: Zee Music Company
Film Directed by: Vikram Bhatt
Starring: Karan Kundrra, Zareen Khan
Release Date: 12 January 2022
Tere Bina Lyrics
Tere bina marz aadha adhoora hai
Ek dhundh hai sham hai na savera hai
Tanha hoon main phir bhi tanha nahi
Darr yeh hai ke fanaa ho na jaun
Aa ja na nigahon se ilzaam de
Adaon se paigam de
Koi toh mujhe naam de
Ishq hai badgumaan (twice)
Tu nadi ka kinaara
Gumnaam sa main
Hoon safeena
Tu hai mausam bahara
Sukhi sukhi main hi na ja meri
Hai phasi ek mulakat mein
Kaise main ab jeeyun
Aise haalat mein
Sar pe ghum ka hai jo aasmaan
Tere bina marz aadha adhoora hai
Ek dhundh hai sham hai na savera hai
Tanha hoon main phir bhi tanha nahi
Darr yeh hai ke fanaa ho na jaun
Besabar ho rahi hai ye meri baahein
Tu kahan hai
Benazar ho rahi hai yeh nigahein
Tu kahan..
Apne dil se mera haq mitaane lage
Mere khwab ko tum jalane lage
Dil mein bharne laga hai dhuaan
Tere bina marz aadha adhoora hai
Ek dhundh hai sham hai na savera hai
Tanha hoon main phir bhi tanha nahi
Darr yeh hai ke fanaa ho na jaun
Aa ja na nigahon se ilzaam de
Adaon se paigam de
Koi toh mujhe naam de
Ishq hai badgumaan.
Read Also: YAARA LYRICS – 1921 | Arnab Dutta